Jang ke Waqt bhi Sanskar/Aqhlaq..


Jang ke Waqt bhi Sanskar :




Ek to Islam me Siwa us waqt ke , Jab aakhri Rasta ladne/Jang ka hi bache aur koi dusra Chaara na ho tab hi Ladai ki Izazat hai,
Aur Usme bhi man mutabik nuqsan pabochana ya jo na pade usse ladna mana hai.

Aur sath hi jo lad rahe ho usse bhi galat tarike se marna ya koi dusra nuqsan pabochana mana hai.

Aur aisi Bahot si Seekh/Sanskar hai jise jang ka Kanoon banaya gaya hai Islam me.

Jaise Kisi bhi Chiz ko jalana ya nuqsan karna, Janwar ya bache/Budho/Aurato ko marna ya unse Zabardasti karna ya unhe lootna.
Aur bhi Bahot kuch.

Aap khud hi padh lijiye.

Comments